fat loss karna hai use this drink
Hello guys,
Aap aapne pet ka motapa kam karna chahte hain to aapko yeah drink use karni chahiye iss drink ko Subah Peene se aapka fat kam hona shuru ho jayega isse phele aapko ye pata hona chahiye ki aap ka fat Kyu jada ho raha hai
Body fat Jyada hone ke Karan
1 agar aap Jyada carbohydrates wala khana khate Hain toh aapka body fat badhne ke chance hote hai isliye kam carbohydrate wala khana khana chahiye
2 protein ki Kami hamari indian diet mein hoti hai protein ki Kami hone ke Karan se body fat jyada ho jata hai
3 night mein dinner ke Baad turant so jana khana khane ke baad ekdum sona nahi chahiye is Karan se body fat Adhik ho jata hai
Body fat kam karne ke liye nimbo pani Piye
Ji haan dosto nimbo pani se aap apni body ka fat kam kar sakte hain morning mein fresh hone ke baad khali pet aapko nimbo pani peena hai 240ml water gilas mein one lemon use kare lemon aapki body main Detox Karne Ka kaam karta hai iss se aapka body fat kuch he dino main kaam ho jayega
aur acche tips ke liye hamare Facebook page aur blog ko follow karna na Bhule
Thank you

Comments
Post a Comment